Yeh Haseen Vadiyan - Roja |A.R. Rahman |S.P. Balasubrahmanyam |K.S.Chithra |Madhoo |Arvind
Presenting the official full song video of the soundtrack 'Yeh Haseen Vadiyan Yeh Khula Aasman' from the 1992 Internationally acclaimed romantic thriller movie - “Roja (Hindi)" starring Arvind Swami and Madhoo in the lead role. The movie is written and directed by Mani Ratnam, music is composed by A.R. Rahman and lyrics by P K Mishra. #roja #yehhaseenvadiyan #arrahman #maniratnam #madhoo #arvindswami Song - Yeh Haseen Vadiyan Yeh Khula Aasman OST – Roja (Hindi) Artist – S.P. Balasubrahmanyam & K.S. Chithra Lyrics – P K Mishra Music – A.R. Rahman Lyrics: Ye Haseen Waadiyaan Ye Khula Aasmaan Aa Gaye Hum Kahan Aye Mere Saajna In Bahaaron Mein Dil Ki Kali Khil Gayi Mujhko Tum Jo Mile Har Khushi Mil Gayi Tere Honthon Pe Hain Husn Ki Bijliyaan Tere Gaalon Pe Hain Zulf Ki Badliyaan Tere Raavan Ki Khushboo Se Mehke Chaman Sangmarmar Ke Jaisa Ye Tera Badan Meri Jaanejaan Main Teri Chaandni Chhed Do Tum Aaj Koi Pyaar Ki Raagini Ye Haseen Waadiyaan Ye Khula Aasmaan Aa Gaye Hum Kahan Ay Mere Saajna Ye Bandhan Hai Pyaar Ka Dekho Toote Na Sajni Ye Janmon Ka Saath Hai Dekho Chhoote Na Sajna Tere Aanchal Ki Chhaaon Ke Tale Meri Manzil Mujhe Mil Gayi Teri Palkhon Ki Chaaon Ke Tale Mohabaat Mujhe Mil Gayi Ye Haseen Waadiyaan Ye Khula Aasmaan Aa Gaye Hum Kahan Aye Mere Saajna In Bahaaron Mein Dil Ki Kali Khil Gayi Mujhko Tum Jo Mile Har Khushi Mil Gayi Ye Haseen Waadiyaan Ye Khula Aasmaan Aa Gaye Hum Kahan Aye Mere Saajna Jee Karta Hai Saajna Dil Mein Tumko Bitha Loon Aa Masti Ki Raat Mein Apna Tumko Bana Loon Uthne Lage Hain Toofan Kyon Mere Seene Mein Ay Sanam Tumhein Chaahoonga Dilon Jaan Se Meri Jaanejaan Teri Kasam Ye Haseen Waadiyaan Ye Khula Aasmaan Aa Gaye Hum Kahan Aye Mere Jaane Ja In Bahaaron Mein Dil Ki Kali Khil Gayi Mujhko Tum Jo Mile Har Khushi Mil Gayi Meri Jaanejaan Main Teri Chaandni... Chhed Do Tum Aaj Koi Pyaar Ki Raagini... Ye Haseen Waadiyaan Ye Khula Aasmaan Aa Gaye Hum Kahan Aye Mere Saajna Ye Haseen Waadiyaan Ye Khula Aasmaan Aa Gaye Hum Kahan Aye Mere Saajna #motivational #patriotic #n
कलाकार
S. P. Balasubrahmanyam
Singer
आपको ये भी पसंद आ सकते हैं
Best Chill Acoustic Love Songs Playlist 2023 ❤️ Soft Acoustic Cover Popular Love Songs Of All Time
Justin Bieber Best Playlist | Justin Bieber Hot billboard 2023 | Viral Songs
AMAPIANO BANGERS 2024 #amapiano #hitsongs #2024
Best Sex
PEELINGS Song (Video) - Hindi | Pushpa 2 The Rule | Allu Arjun | Rashmika M | Sukumar | DSP, Javed
ROOH (Official Video): YO YO HONEY SINGH | NUSHRRATT BHARUCCHA | HRITU ZEE | BHUSHAN KUMAR
Taras | Munjya | Sharvari & Abhay Verma | Sachin-Jigar, Jasmine Sandlas | Amitabh Bhattacharya
Best Arijit Singh X Shreya Ghoshal Mashup 2025 | Romantic Songs | DJ Aacash
Lal Dupatta Full HD Song | Mujhse Shaadi Karogi | Salman Khan, Priyanka Chopra
Khalnayak पूरी फिल्म - Blockbuster Hindi Film | Sanjay Dutt | Madhuri Dixit | Ramya Krishnan
Hits Of Sukhwinder Singh | 90s Hits Hindi Songs | Evergreen Bollywood Hits | Hindi Songs Jukebox
तू मुझे कबूल | Tu Mujhe Kabool I | Amitabh Bachchan | Sridevi | Khuda Gawah | Bollywood Love Songs
90s Evergreen Hindi Songs | 90s Hits Hindi Songs | Romantic Hindi Songs |90s Bollywood Songs Jukebox
Hindi Romantic Love songs 🧡Top 20 Bollywood Songs - Sweet Hindi Songs 💛Atif Aslam, Arijit Singh 🧡#3
Sadabahar purane gane 💖 Best of Kumar Sanu,Sonu Nigam,Udit Narayan Songs 💖
Housefull 5: Laal Pari (Full Video) | Yo Yo Honey Singh | Sajid Nadiadwala | Tarun Mansukhani
ATIF ASLAM Songs 2020 - Best Of Atif Aslam 2020 - Latest Bollywood Romantic Songs Hindi Song
Best of KK | kk songs | Juke box | Best Bollywood songs of kk | Kk hit songs
jubin Nautiyal best songs collection ❣️ l Bollywood songs
Sad Songs | Hindi | Loneliness | Bollywood Break-up Songs | Old Sad Songs | Bollywood Hits | Deep |
Jeene Laga Hoon Lyrical - Ramaiya Vastavaiya|Girish Kumar, Shruti Haasan |Atif Aslam, Shreya Ghoshal
Edward Maya, Tiger J Shroff, Zahrah S Khan, Tanishk Bagchi | Love Stereo Again (Video) Bhushan Kumar
Sau Tarah Ke Full Video Song | Dishoom | John Abraham | Varun Dhawan | Jacqueline Fernandez| Pritam
Tanhai Tanhai | Madhuri Dixit | Shahrukh Khan | Udit Narayan | Alka Yagnik
टिप्पणियाँ
1 टिप्पणियाँ
