M2Box Logo

Dekhte Dekhte Full Song - Atif Aslam - Batti Gul Meter Chalu

पॉपबॉलीवुडRock
वर्ष2018
अवधि4m

Dekhte Dekhte Full Song - Atif Aslam - Batti Gul Meter Chalu Lyrics Below: Rajj ke rulaaya Rajj ke hansaya Maine dil kho ke ishq kamaya Maanga jo usne ek sitara Humne zameen pe chaand bulaya Jo aankhon se.. haaye Wo jo aankhon se ik pal na ojhal huve Wo jo aankhon se ik pal na ojhal huve Laapata ho gaye dekhte dekhte Sochta hoon… Sochta hoon ke woh kitne masoom thay Sochta hoon ke woh kitne masoom thay Kya se kya ho gaye dekhte dekhte Sochta hoon ke woh kitne masoom the Kya se kya ho gaye dekhte dekhte Sochta hoon ke wo kitne masoom thay Sochta hoon ke wo kitne masoom thay Kya se kya ho gaye dekhte dekhte Woh jo kahte the bichdenge na hum kabhi Woh jo kahte the bichdenge na hum kabhi Alvida ho gaye dekhte dekhte Sochta hoon… Ek main ek woh, aur shaamein kayi Chaand roshan thay tab aasmaan mein kayi Ek main ek woh, aur shaamein kayi Chaand roshan the tab aasmaan mein kayi Yaariyon ka wo dariya utar bhi gaya Aur haathon mein bas ret hi reh gayi Koi puche ke.. haaye Koi puche ke humse khata kya hui Kyun khafa ho gaye dekhte dekhte Aate jaate thhe jo saans ban ke kabhi Aate jaate thhe jo saans ban ke kabhi Woh hawa ho gaye dekhte dekhte Woh hawa ho gaye.. haaye… Oh ho ho… Oh ho ho… Woh hawa ho gaye dekhte dekhte Alvida ho gaye dekhte dekhte Lapata ho gaye dekhte dekhte Kya se kya ho gaye dekhte dekhte Jeene marne ki hum the wajah aur hum hi Jeene marne ki hum the wajah aur hum hi Bewajah ho gaye dekhte dekhte… Sochta hoon… Sochta hoon ke woh kitne masoom thhe Sochta hoon ke woh kitne masoom thhe Kya se kya ho gaye dekhte dekhte Kya se kya ho gaye dekhte dekhte Kya se kya ho gaye.. oh ho ho…

कलाकार

Atif Aslam

Singer

आपको ये भी पसंद आ सकते हैं

पॉप7.9

Monsoon Romantic Love Jukebox 2024 - AMEET Mashup | Arijit Singh Love Songs |Best of Love Songs 2024

पॉप7.5

Best Of Arijit Singh 2024 | Arijit Singh Hits Songs | Arijit Singh Jukebox Songs| Love Jukebox

बॉलीवुड7.0

Aaj Ki Raat | Stree 2 | Tamannaah Bhatia | Sachin-Jigar | Madhubanti | Divya | Amitabh

पॉप7.3

I AM LEGEND 2 - TRAILER (2025) Will Smith | Based on the Second Ending | TeaserPRO's Concept Version

पॉप7.4

Love songs 2020 wedding songs music no ads

पॉप7.5

Adele Greatest Hits Full Album 2021 - Adele Best Songs Playlist 2021

पॉप7.2

December Avenue Non-stop Playlist 2023

पॉप7.5

Oluwatosin (Jesus Is Enough) Tkeyz Ft. SteveHills [ visualizer ]

पॉप7.3

Sam Deep, Nia Pearl, Boohle - Shela (Visualizer)

पॉप7.5

Dunki: O Maahi (Full Video) | Shah Rukh Khan | Taapsee Pannu | Pritam | Arijit Singh | Irshad Kamil

पॉप7.2

Miley Cyrus - Greatest Hits - Best Songs - PlayList

पॉप7.7

HOT HITS PHILIPPINES - MARCH 2025 UPDATED SPOTIFY PLAYLIST

पॉप7.8

REGGAE REMIX NONSTOP 2022 | RELAXING REGGAE LOVE SONGS 2022 | REGGAE ROMANTIC MIX

पॉप7.1

ArianaGrande Mix 2023

पॉप7.6

TOP HITS PHILIPPINES MUSIC PLAYLIST 2023 - Filipino songs that you must listen to

बॉलीवुड7.6

Full Song: O SAKI SAKI | Batla House | Nora Fatehi, Tanishk B,Neha K,Tulsi K, B Praak,Vishal-Shekhar

बॉलीवुड7.1

PAYAL SONG (Official Video): YO YO HONEY SINGH | NORA FATEHI | PARADOX | GLORY | BHUSHAN KUMAR

पॉप7.9

Avatar Aang’s Evolution (Mastering All 4 Elements + Avatar State) 🌊⛰🔥🌪 | Avatar: The Last Airbender

Rock7.1

Phil Collins Greatest Hits Best Songs Of Phil Collins

बॉलीवुड7.5

90's हिंदी सुनहरे गाने | 90s Evergreen Romantic Songs | Old Hindi Songs | 90s Love Songs Jukebox

Rock7.4

Animal Dance Song | CoComelon Nursery Rhymes & Kids Songs

बॉलीवुड7.1

Panchhi Boley | Baahubali - The Beginning | Prabhas & Tamannaah | M.M. Kreem , Palak M , Manoj M

पॉप7.8

TOBETSA 3.0

Rock7.3

Naruto Vs Pain AMV -[Skillet] Hero/Monster HD

टिप्पणियाँ

2 टिप्पणियाँ

Imran AhmedNov 28, 2025

beautiful song super

Farah Alhady🌸Oct 24, 2024