Dekhte Dekhte Full Song - Atif Aslam - Batti Gul Meter Chalu
Dekhte Dekhte Full Song - Atif Aslam - Batti Gul Meter Chalu Lyrics Below: Rajj ke rulaaya Rajj ke hansaya Maine dil kho ke ishq kamaya Maanga jo usne ek sitara Humne zameen pe chaand bulaya Jo aankhon se.. haaye Wo jo aankhon se ik pal na ojhal huve Wo jo aankhon se ik pal na ojhal huve Laapata ho gaye dekhte dekhte Sochta hoon… Sochta hoon ke woh kitne masoom thay Sochta hoon ke woh kitne masoom thay Kya se kya ho gaye dekhte dekhte Sochta hoon ke woh kitne masoom the Kya se kya ho gaye dekhte dekhte Sochta hoon ke wo kitne masoom thay Sochta hoon ke wo kitne masoom thay Kya se kya ho gaye dekhte dekhte Woh jo kahte the bichdenge na hum kabhi Woh jo kahte the bichdenge na hum kabhi Alvida ho gaye dekhte dekhte Sochta hoon… Ek main ek woh, aur shaamein kayi Chaand roshan thay tab aasmaan mein kayi Ek main ek woh, aur shaamein kayi Chaand roshan the tab aasmaan mein kayi Yaariyon ka wo dariya utar bhi gaya Aur haathon mein bas ret hi reh gayi Koi puche ke.. haaye Koi puche ke humse khata kya hui Kyun khafa ho gaye dekhte dekhte Aate jaate thhe jo saans ban ke kabhi Aate jaate thhe jo saans ban ke kabhi Woh hawa ho gaye dekhte dekhte Woh hawa ho gaye.. haaye… Oh ho ho… Oh ho ho… Woh hawa ho gaye dekhte dekhte Alvida ho gaye dekhte dekhte Lapata ho gaye dekhte dekhte Kya se kya ho gaye dekhte dekhte Jeene marne ki hum the wajah aur hum hi Jeene marne ki hum the wajah aur hum hi Bewajah ho gaye dekhte dekhte… Sochta hoon… Sochta hoon ke woh kitne masoom thhe Sochta hoon ke woh kitne masoom thhe Kya se kya ho gaye dekhte dekhte Kya se kya ho gaye dekhte dekhte Kya se kya ho gaye.. oh ho ho…
طاقم العمل
Atif Aslam
Singer
قد يعجبك أيضًا
Aashiqui 2 ❤️ Movie All Best Songs | Shraddha Kapoor & Aditya Roy Kapur | Romantic Love Gaane
Deewangi [ Original Soundtrack ] Sahir Ali Bagga - Danish Taimoor - Hiba Bukhari | Geo Music
NON STOP PAKISTANI PUNJABI MUJRA DANCE - STAGE MUJRA DANCE FT. KHUSHBOO, NIDA CHAUDHARY, AFREEN KHAN
Rahat Fateh Ali Khan Most Fabulous songs | Top 10 Hit Songs | Bollywood Songs #allbollywoodsongs
Best of Arijit Singhs Songs 💖 Hindi Romantic Songs 💖 Arijit Singh Hits Songs 💖 | Iztiraar Lofi
O Saathi Lyrical Video | Baaghi 2 | Tiger Shroff | Disha Patani | Arko | Ahmed Khan Sajid Nadiadwala
💚 Best Mashup NonStop Love Mashup of Arijit Singh, Jubin Nautiyal, BPraak, AtifAslam ,Neha Kakkar
Best of Arijit Singhs 2023 💖 Hindi Romantic Songs 2023 💖 Arijit Singh Hits Songs 💖 | Iztiraar Lofi
Ayra Starr - Hot Body
LDR - Shoti, Sabihin - Zelle New Tagalog Songs 2023 Playlist OPM Hits 2023
Hindi Romantic Love songs 🧡Top 20 Bollywood Songs - Sweet Hindi Songs 💛Atif Aslam, Arijit Singh 🧡#3
Zee Nxumalo, Skillz & Sykes - Mamma (Official Music Video)
Tu Jaane Na Lyrical - Ajab Prem Ki Ghazab Kahani | Atif Aslam | Ranbir Kapoor, Katrina Kaif | Pritam
Yeh Jism Full Video Song ★ Jism 2 ★ Randeep Hooda, Sunny Leone
Tu Jaane Na - Lyrical | Ajab Prem Ki Ghazab Kahani | Atif Aslam | Ranbir Kapoor, Katrina
BEST OF ATIF ASLAM SONGS 2019 || ATIF ASLAM Romantic Hindi Songs Collection Bollywood Mashup Songs
OMAH LAY SONGS 2023- best
Davido, Asake, Rema, Burna Boy, Ckay, Wizkid | Afrobeat Mix 2023 | Fresh Out Afrobeat July 2023 Mix
omah lay songs - best
Nathaniel Bassey Best African Gospel Songs Mix 2023 - Powerful Gospel Worship Songs 2023
Allah Hu Allah Hu | Atif Aslam | Ramzan 2024 | Sarsabz Fertilizer
Dil Meri Na Sune Lyrical - Genius | Utkarsh Sharma, Ishita | Atif Aslam | Himesh Reshammiya
Best Of Arjit Sing Top !0 superhit Songs 2022 Arjit Sing Soulful Songs
Best tiktok songs 2025 playlist ~ Tiktok viral songs 2025 ~ Trending tiktok song (Top 30 Hits Songs)
التعليقات
2 تعليق
beautiful song super
